Desi Shayari
Es lieye bhi raat ko ghar sy nikal ata ho may
sardiyon ke chand ko ehsas-y tanhai na ho
Es lieye bhi raat ko ghar sy nikal ata ho may
sardiyon ke chand ko ehsas-y tanhai na ho
Dil Ke Chhalon Ko Koi Shayari Kahe, To Dard Nahi Hota
Takleef To Tab Hoti Hai, Jab Log Wah-Wah Karte Hain
Apne Hisse Ki Zindagi To Hum Kabke Jee Chuke,
Ab To Sirf Dhadkanon Ka Lihaj Karte Hain,
Kya Karen Is Duniya Walon Ka,
Jo Aakhari Dhadkano Pe Bhi Aitaraz Karte Hain.
Yu Nazar Se Nazar Ki Baat Ki, Ki Dil Chura Le Gaye
Hum To Samjhe The But, Aap To Dhadkan Suna Gaye
Tofan e hawadas se darata hai humen kia,
Hum log to aksar tehe gisdab rahe hain.
Zabat ka hosala dunia ko bhi bakhsha hota,
To ne bakhshi thi agar jurat e izhar muje.
Zid par wo apni aj bhi qaen to hai magar,
Agla sa wo beyan me dam kham nahin hai.
Subh k naghmon se gonjh othe biyaban e umeed,
Bol othe ya sakot e sham e sehra kuch to hai.
Sad Desi Poetry collection needs your submission as well submit now in comments section.
Tu mila hai to yah khayal aaya,
Zindagi itni mukhtasar kyo hay..
…
Rah_E_Wafa Me Sazaon Ko Kon Dekhy Ga,
Safar He Dhoop Ka Chaon Ko Kon Dekhy Ga,
Hum Apni Zid Pe Aye To Cheen LenGe Tuje,
Tere Shehar Ki Ghataon Ko Kon Dekhy Ga,
Bichar To Jayen Magar Phir Khayal Aata Hai,
Teri In Dilkash Aadaon Ko Koun Dekhy ga.
…
aaj tum kahte ho ki mere jismo jan pe hak tumhara hai
par hum kaise man le ki aap par hak humara hai
kyoki hum jaante hai ki aaj bhi apne
aashiq ki baho mei jane ka sapna tumhara hai
…
Ajj sharmata hy soraj os sy
wo jo taro sy hiya karta tha
…
Es lieye bhi raat ko ghar sy nikal ata ho may
sardiyon ke chand ko ehsas-y tanhai na ho
…
Pocho tu ek ek hy tanha sulag raha
dekho tu shehar shehar hy mela laga howa
…
mujhy maloom hy tum mujhy ko bhool jaao gay lekin
palat kar jab bhi aao gay mohabbat muntazir hogi
…
me us ka hon ye raz wo janta ha faraz
wo kis ka ha ye sawal mujy sony nhe deta
…
qaaasid k aatay aatay hat ik aoor likh rakhoon
main janta hn jo wo likhain gay jawab main
…
Toota hy zoor teir hawaon ka akhirsh
ye or baat kitny parindon par gay
…
Ghar se har waqt nikal aatey ho kholey huye baal,
Kuch to shaam dekhi meri jaan, sawera dekho..
…