Abhi Tak Tum Nahi Lauta December
Abhi Tak Tum Nahi Lauta December
December Main Kaha Tha Na K Wapis Laut Aao Ge,
Abhi Tak Tum Nahi Lauta December
Abhi Tak Tum Nahi Lautay December Laut Aaya Hai…
December Main Kaha Tha Na K Wapis Laut Aao Ge,
Abhi Tak Tum Nahi Lauta December
Abhi Tak Tum Nahi Lautay December Laut Aaya Hai…
Usy kehna
Yeh Duniya hai!
Yahan Har Shakhs Matlab ki! Haddon Tak sath chalta hai!
Jonhi Mausam Badalta hai!
Muhabbat k Sabhi Daaway!
Sabhi Qasmein!
Sabhi Waaday!
Achanak Tout jaty hain!
Usy kehna!
Yeh Duniya hai!
Yahan Har Morr pe Apni!
Sada Ankhen Khuli rakhna!
Koi Kitna b Acha ho!
Koi Kitna b Sacha ho!
Magar Aitbar Mat karna!
Usy kehna!
Ye Duniya hai!
Yahan pe Piyar Mat karna..
Aaa Zara c Daer December ki Dhoop mein Bethen.
“0xo__ARsuUu__ox0”
Ye Fursaten Hamein Shayed na Agle SaL Mileen
Phool khil Jaein To Us Shakhs Se kam kam Milna..
“Mohsin”
Aksar December Mein Mohabbat Pe zawal Aata Hai.
DECEMBER JAB BHI AATA HAI……..
DECEMBER LOAT AAYA HAI
AUR SUNG APNEY DARD-O-GHAM SAMAIT LAYA HAI
JAB HAWA MEIN KHUNKI BARH JATI HAI
JANE KYUN?
MEREY DIL KI HALAT ABTER HO JATI HAI
BAY-BAAT BARASTI HEIN AANKHAIN
AUR DIL MEIN KHALISH AA JATI HAI
JAB DARD KI TEESAIN UTHTI HEIN
MEREY DIL KO LAHO KER JATI HEIN
JANE KYUN?
TAB BICHRAY TO YAAD AANE LAGTEY HEIN
AUR DARD SATANEY LAGTEY HEIN
JANE KYUN AISA HOTA HAI?
JAB BHI DECEMBER AATA HAI
MUJH KO TANHA KER JATA HAI
its very beautiful collection batool! !!!!!!
sentimental poem! it is full of passion. ilike it very much!!!!!!!
Naee hikayat muhabbaton ki
Shikayatoon ki
Bhujhe bhuje se haroof le kar
Kohar mein doobi seyyahoon ki
Warq warq per utaarna hai
Udaas shamoo ke phool chun kar
Suno December
Ussay pukaaro
Ussay bulaaoo
Suno December … Ussay mila do
Ab is se pehlay ke saans niklay
Ab is se pehlay ke saal guzray
Wohi lakeerain wohi sitaara
Meri lakeeroon mein qaid kar do
Ya aakhri shab ke aakhri pal
Koi bara ikhtitaam kar do
Yeh zindagi bhi tamaam kar do
Suno December … Ussay mila do…
_________________
Nadaan hay wo shakhs jis ne sirf Allah per qayas kia….
Aur Aqalmand wo hay jis ne apnay agay bheja.(Aow Kama Qala SAW)
Yaadoan ki kasak
Sanson ki tapish,
aahoon ki nami,
December tere andar sab kuch hai,
hai bas uski kami
Suno December! Usay Pukaro
Suno December! Usay Mila Do
Ab Is Se Pehley K Saal Guzre
Ab Is Se Pehley K Jaan Nikal jay
Wohi Sitara Meri Lakeeron Mai Qaid Ker Do
Is Akhri Shab K Aakhri Pal Koi Bada Ikhtitam Ker Do
Ye Zindagi Bi Tamam ker Do
Suno December! Usay Bula Do.