wo Shakhas jo
wo Shakhas jo
‘Kamzor Hai
wo Shakhas jo
” Dost ”
Na Bana Sakay
Aur us se Bhi
kamzor wo shakhas Hai
jo bana huwa
“Dost” kho De…
‘Kamzor Hai
wo Shakhas jo
” Dost ”
Na Bana Sakay
Aur us se Bhi
kamzor wo shakhas Hai
jo bana huwa
“Dost” kho De…
You are happy, He is Al-Rehman Allah is always with you when: . . . You are hungry, He is Al-Razzaq. . You call Him, He is Al-Sami. . You are unsafe,
He is Al-Hafeez. . You are jobless, He is Al-Moqeet. . You pray, He is Al-Mujeeb. . You are upset, He is Al-Wakeel. . You are gifted, He is Al-Kareem. . You are forgiven, He is Al-Ghafoor. . You are hopeless, He is Al-Noor. You thank Him, He is Al-Shakoor. You are alone, He is Al-Qayoum. (Subhan Allah)
QURAN E KARIM kehta hai,
.
“Meri ziarat karo ge to GUNAH bakhashwa doon ga.
Mujhe pado ge to REHMAT ki barish kar doon ga.
Mujhe yaad karo ge to HAFIZ bana doon ga.
Mujhe lehje se pado ge to QARI bana doon ga.
Mujhe padane betho ge to USTAD bana doon ga.
Mera tarjuma karo ge to AALIM bana doon ga.
Meri tashreeh karo ge to MUFASSIR bana doon ga.
Meri taqreer karo ge to MUBALLIGH bana doon ga.
Mere mutabiq faisla karo ge to QAZI bana doon ga.
Mere upar amal karo ge to WALI-ALLAH bana doon ga.
KATE UMER SAAL ‘ALI’ KEHTEY KEHTEY”
“UTHU HASHAR MEIN MUSTAFA KEHTEY KETEY”
“MUHAMMAD KO PAYA KHUDA KEHTEY KEHTEY”
“KHUDA MILGAYA MUSTAFA KEHTEY KEHTEY”
Dil mein tofaan-e-khayal at liye phirta hun
Lab pe Muhammad k nagmat liye phirta hun
Maine Taiba mein ghata daikhi hairehmat ki
Iss liye ankho mein barsat liye phirta hun
Kuch shab-o-roz Madine mein ghuzare thay kabhi
Ab tasawur mein wo din raat liye phirta hun
Phir mujhe dar pe hazri ki tamanahai huzoor
Phir wohi shidat-e-jazbat liye phirta hun
Dar pe bulwa k sunay kash wo rudad meri
Sooz’amaiz hakayaat liye phirta hun
Or jeenay ka sahara nahi mera koi
Aap k dar ki soghaat liye phirta hun
Hara gumbad jo dekhoge zamana bhool jaoge,
Kabhi jab tayba jaoge to aana bhool jaoge.
Tumhare samne hoga kabhi jab gumbade khazra,
Nazar jam jayegi us par hatana bhool jaoge.
Na itrao zyada husn par ay chand taron tum,
Rukhe anwar ke aage jagmagana bhool jaoge.
Kabhi akar ke dekho mahfile naate shahe di’n men,
To mera dawa hai gana bajana bhool jaoge,
Nabi ke dar ki sookhi rotiyon menaysi lazzat hai,
Shahenshahon ke ghar ka aab o dana bhool jaoge!
Neend Nhi Aati Apne Gunaho Ke Dar Se Ya Rab
Phr Sukun Se So Jata Hu Ye Soch Kar Ke
Tera Ek Naam Raheem Bhi Hai
Insaan mout sy bachny ki koshish karta hy Jahanum sy nahi jab k koshish karny sy insaan Jahnum se bach sakta hy magr mout sy nahi.
Zara Sochiey or apny aamal ko dekhiey k hum kya kar rahy hen
“HAZRAT ALI (A.S)
” Apne Jism ko zarorat se ziada mat sanwaro, isey to mati mein jana hai. sanwarna hai to apni rooh ko sanwaro QK isey RAB k pass jana hai.
zinda.
“kaaba” kitna khush qismat hai
keh ye Allah ka ghar hai
laikin is may Allah nahi rehta
Momin “kaaba” say b zyada khush qismat hai jis k dil may Allah rehta hai
“Think about it”
KABA pr Ghilaf is liye hai k pta chley ye koi aam ghar nhi Allah ka Ghar hai Quran pr Ghilaf is liye hai k pta chly ye koi aam kitab nhi Allah ki kitab hai Isi trha Muslim Orat ko prdy ka hukam hai ta k pta chly ye koi aam Orat nhi Muslim Orat hai Apni nazron ko bhi jhuka kr chala karo ta k pta chly k ye koi aam shakhs nhi MOHAMMAD S.A.W.W. ka ummati ja raha hai. “SUBHANALLAH
“O you who believe (Muslims)! When the call is proclaimed for the Salaah (prayer) on Friday (Jumu‘ah prayer), come to the remembrance of Allaah [Jumu‘ah religious talk (Khutbah) and Salaah (prayer)] and leave off business (and every other thing). That is better for you if you did but know!” [al-Jumu’ah 62:9]
Allah k khoof aur mout k khoof ki behtreen misaal.
Azan ki awaz pr aik dukan bhi band nahi hoti, aur aik goli ki awaz pr poori market band ho jati hai. Zara Sochiye
“If you walk the way guided by humans,
you will find a hopeless end.
But
If you walk the way guided by ALLAH,
you will find endless hope”