Jab taqaaza neend ka ho aur tanhaai na ho
Jab taqaaza neend ka ho aur tanhaai na ho
Jab taqaaza neend ka ho aur tanhaai na ho Uff woh kefiyat ke ho bhi aur angrrayi na ho.
Jab taqaaza neend ka ho aur tanhaai na ho Uff woh kefiyat ke ho bhi aur angrrayi na ho.
Nahi karo takrar mujhay tumhara hi khayaal hai Phir baat se baat niklay gi, aur tum rooth jaoge
Mujh pe pathar uchalney waley
Ek baqi hai tere senay mein
Agar tum rootho to ik tum ko manaaney ke liye Geet gaa sakta hoon mein Ansoo baha sakta hon mein
Harfe matlb zuban pe kion ayn
Ye to izhar e arzo ho ga.
Esa Nahi Ke Ham Ko Mohabat Nhi Mili Tumhain Chahtay Thay, Per Teri Ulfat Nahi Mili Milnay Ko Zindagi Mein Tou Kayi Hamsafar Milay Per Un Ki Tabiyat Se Tabiyat Nahi Mili Chehron Mein Dosron Ke Tujhe Dhoondtay Rahay Soorat Nahi Mili Kaheen Seerat Nahi Mili
Boht Der Se Aaya To Mere Pas Alfaaz Dhoondnay Ki Bhi Mohlat Nahi Mili Tujh Ko Gila Hai Ke Tawajja Na Di Tujhe Laikin Ham Ko Tou Khud Apni Mohabbat Nahi Mili Ham Ko Tou Teri Har Aadat Achi Lagi “Faraz” Afsos Ke Tujh Se Meri Aadat Nahi Mili
Hamari subh sham hoti thi jin k pehloo main Waqt badala to dikhai daite hain , ghairon k dariche main
Ghar ka darwaza khola rakha hai, Waqt mil jae to zehmat karna.
Jo b chahat se dekhy us ke saang chale, Saach pocho to chand bara harjaai hai.