subha aur sham kay hr pal main

subha aur sham kay hr pal main

nazam Ghazal, nazam Quotes SMS, Sweet nazam SMS, Cute nazam SMS, nazam Messages, nazam Quotes, nazam Quotes, nazam Poem, nazam Poem and always find Best nazam Quote, nazam SMS in English, nazam SMS in Urdu, nazam SMS in Hindi, Fest nazam Poem, nazam SMS Messages in Hindi, nazam SMS Messages in Urdu, nazam SMS Messages in English, nazam SMS Messages, Funny nazam SMS, Latest nazam SMS, New nazam SMS, nazam SMS Messages in Hindi, nazam SMS Messages in Urdu, nazam SMS Messages in English, nazam SMS Messages, Funny nazam SMS, Latest nazam SMS, New nazam SMS and Sad nazam SMS So ready to send English Text Messages

Mohabat kaisay mar jaye,
badan main jo khoon ki manind,
jo hai aik janoo ki manind,
subha aur sham kay hr pal main,
jo hai aik sakoon ki manind,
Mohabat kaisay mar jaye,
Woh rahti hai dua ban kar,
Woh chalti hai hawa ban kar,
Woh sumandar kay talatam main,
Machalti hai wafa ban kar,
Mohabat kaisay mar jaye,
Woh sansoon kay sath chalti hai,
Rang ban kar nikharti hai,
Ghata ban kay woh cha jaye,
Woh khushbo ban kay mahkati hai,
Mohabat kaisy mar jaye,
Woh ebadat meray rab say hai,
Tahajud kay saray sajdoon main,
Woh rafaqat hr aik shab say hai,
Woh laboon pay vird karti hai,
Mohabat kaisay mar jaye,
Mohabat mar nahi sakti..